Chanakya Quotes In Hindi में पढ़े Chanakya Quotes In Hindi For Success के कलेक्शन को, जिसमे आपको मिलेंगे Chanakya Quotes हिंदी में.
जब भी कभी हमें भारतीय इतिहास में चन्द्रगुप्त जी का नाम याद आता है तो हमें एक चीज और भी याद आती है और वो है चाणक्य नीति जो कि विश्व की सबसे बड़ी राजनीति मानी जाती है.
[su_heading size=”28″ margin=”40″]Chanakya Quotes In Hindi[/su_heading]
महान चाणक्य बहुत बड़े ज्ञानी और ज्ञान के सागर थे उनहोने अपने ज्ञान से बहुत लोगो को कुछ न कुछ सिखाया है उनके विचार लोगो के जीवन में अच्छा बदलाव लाते है.
आसाह करता हु की आपको हमारा Chanakya Quotes In Hindi का यह Article जरुर पसंद आया होगा. चलिए दोस्तों शुरू करते है महान चाणक्य जी का नाम लेते हुए उनके कुछ बेहतरीन कोट्स को पढ़ना.
Chanakya Quotes In Hindi
1 “शिष्य को गुरु के वश में होकर कार्य करना चाहिए, पुत्र को पिता के अनुकूल आचरण करना चाहिए.” Chanakya |
Shishya Ko Guru Ke Vash Me Hokar Karya Karna Chahiye,
Putra Ko Pita Ke Anukul Aachran Karna Chahiye.
2 “जैसा शरीर होता है वैसा ही ज्ञान होता है, जैसी बुद्धि होती है, वैसा ही वैभव होता है.”
Jaisa Sharir Hota Hai Vaisa Gyaan Hota Hai,
Jaisi Buddhi Hoti Hai, Vaisa Hi Vaibhav Hota Hai.
3 “बुद्धिमानों के शत्रु नहीं होते, शत्रु की निंदा सभा के मध्य नहीं करनी चाहिए.”
Buddhimaan Ke Shatru Nahi Hote,
Shatru Ki Ninda Sabha Ke Madhya Nahi Karani Chahaiye.
4 “झुको केवल उतना ही जितना सही हो, बेवजह झुकना केवल दूसरों के अहम को बढ़ावा देता है.”
Jhuko Keval Utna Hi Jitna Sahi Ho,
Bewajah Jhukna Keval Dusaro Ke Aham Ho Badhaava Deta Hai.
5 “अपने कार्य की शीघ्र सिद्धि चाहने वाला व्यक्ति, नक्षत्रों की परीक्षा नहीं करता.”
Apane Karya Ki Sighra Siddhi Chahane Vaala Vyakti,
Nakshatro Ki Pariksha Nahi Karta.
6 “राजा के दर्शन न देने से प्रजा नष्ट हो जाती है, राजा के दर्शन देने से प्रजा सुखी होती है.”
Raja Ke Darshan Dewne Se Praja Nast Ho Jaati Hai,
Raaja Ke Darshan Dene Se Praja Sukhi Ho Jaati Hai.
इन्हें भी पढ़े :- Sandeep Maheshwari Quotes In Hindi |
7 “पुरुष को कोई भी कार्य बिना सोचे समझे नहीं करना चाहिए, ये उसे बर्बाद कर सकता है.”
Purush Ko Koi Bhi Karya Bine Soche Samjhe Nahi Karna Chahiye,
Ye Use Barbaad Kar Sakta Hai.
8 “कोई व्यक्ति अपने कार्यों से महान होता है, अपने जन्म से नहीं.”
Koi Vyakti Apane Karyo Se Mahaan Nahi Hota Hai,
Apane Janm Se Nahi.
9 “कार्य का स्वरुप निर्धारित हो जाने के बाद, वह कार्य लक्ष्य बन जाता है.”
Karya Ka Svarup Nirdhaarit Ho Jaane Ke Baad,
Vah Karya Lakshya Ban Jaata Hai.
10 “जब कार्यों की अधिकता हो, तब उस कार्य को पहले करें, जिससे अधिक फल प्राप्त होता है.”
Jab Karyo Ki Adhikta Ho, Tab Us Karya Ko Pahale Kare,
Jisase Adhik Fal Praapt Hota Hai.
11 “दूसरों के धन का अपहरण करने से, स्वयं अपने ही धन का नाश हो जाता है.”
Dusaro Ke Dhan Ka Apahran Karne Se,
Svayam Apane Hi Dhan Ka Naash Ho Jaata Hai.
- 12 “मुर्ख व्यक्ति को अपने दोष दिखाई नहीं देते, उसे दूसरे के दोष ही दिखाई देते हैं.”
Murkh Vyakti Ko Apane Dikhaayi Nahi Dete,
Use Dusaro Ke Dosh Hi Dikhaayi Dete Hai.
13 “राजसेवा में डरपोक और निकम्मे लोगों का, कोई उपयोग नहीं होता.”
Raajseva Me Darpok Aur Nikamme Logo Ka,
Koi Upyog Nahi Hota.
14 “जिन्हें भाग्य पर विश्वास नहीं होता, उनके कार्य पुरे नहीं होते.”
Jinhe Bhagya Par Vishvaas Nahi Hota,
Unake Karya Pure Nahi Hote.
- 15 “जिंदगी को इतनी सस्ती भी मत बनाओ की, दो कौड़ी के लोग खेलकर चले जाएं.”
Zindagi Ko Itani Sasti Bhi Mat Banaao Ki,
Do Kaudi Ke Log Khelkar Chale Jaaye.
16 “दूध में मिला जल भी दूध बन जाता है, कार्य करते समय शत्रु का साथ नहीं करना चाहिए.”
Doodh Me Mila Jal Bhi Doodh Ban Jaata Hai,
Karya Karte Samay Shatru Ka Sath Nahi Karna Chahiye.
17 “अगर सांप जहरीला ना भी हो तो, उसे खुद को जहरीला दिखाना चाहिए.”
Agar Saap Jahrila Na Bhi Ho To,
Use Khud Ko Jahrila Dikhna Padta Hai.
18 “भाग्य के विपरीत होने पर, अच्छा कर्म भी दु:खदायी हो जाता है.”
Bhagya Ke Viprit Hone Par,
Achha Karm Bhi Dukhdaayi Ho Jaata Hai.
19 “मौत कभी सोती नहीं, वह हमेशा जागती रहती है ,इसलिए मौत को कभी मत भूलो.”
Maut Kabhi Soti Nahi, Vah Hamesha Jaagati Rahati Hai,
Isliye Maut Ko Kabhi Mat Bhulo.
Chanakya Quotes In Hindi
20 “जो व्यक्ति पराई औरत को मां के समान, दूसरों के धन को मिट्टी के समान, और सब प्राणियों को एक समान मानते हैं वही पंडित होते हैं.” |
Jo Vyakti Paraayi Aurat Ko Maa Ke Samaan,
Dusaro Ke Dhan Mitti Ke Samaan,
Aur Sab Praaniyo Ko Ek Samaan Maante Hai,
Vahi Pandit Hote Hai.
21 “कुबेर भी अगर आय से ज्यादा खर्च करें, तो कंगाल हो जाता है.”
Kuber Bhi Agar Aay Se Jyaada Kharch Kare,
To Kangaal Ho Jaata Hai.
22 “दूध के लिए हथिनी पालने की जरुरत नहीं होती। अर्थात आवश्कयता के अनुसार साधन जुटाने चाहिए.” |
Doodh Ke Liye Hathini Paalane Ki Jarurat Nahi Hoti,
Arthaat Aavashyakta Ke Anusaar Saadhan Jutaane Chahaiye.
23 “नीच व्यक्ति को उपदेश देना ठीक नहीं, नीच लोगों पर विश्वास नहीं करना चाहिए.”
Nich Vyakti Ko Updesh Dena Thik Nahi,
Nich Logo Par Vishvaas Nahi Karna Chahiye.
इन्हें भी पढ़े :- Attractive Quotes By Gandhi Jayanti |
24 “मुर्ख लोगों का क्रोध उन्हीं का नाश करता है, सच्चे लोगो के लिए कुछ भी अप्राप्य नहीं.”
Murkh Logo Ka Krodh Unhi Ka Nash Karta Hai,
Sacche Logo Ke Liye Kuch Bhi Apraapy Nahi.
25 “मर्यादा का कभी उल्लंघन न करें, विद्वान और प्रबुद्ध व्यक्ति समाज के रत्न है.”
Maryaada Ka Kabhi Ulanghan Na Kare,
Vidvaan Aur Prabuddha Vyakti Samaaj Ke Ratna Hai.
26 “अपने रहस्यों को किसी पर उजागर मत करो, यह आदत स्वमं के लिए घातक सिद्ध होंगी.” |
Apane Rahasyo Ko Kisi Par Ujaagar Mat Karo,
Yah Aadat Svayam Ke Liye Ghaatak Siddh Hogi.
27 “कल के मोर से आज का कबूतर भला। अर्थात संतोष सबसे बड़ा धन है.”
Kal Ke Mor Se Aj Ka Kabutar Bhala,
Arthaat Santos Sabse Bada Dhan Hai.
28 “दूसरे के धन पर भेदभाव रखना स्वार्थ है, न्याय विपरीत पाया धन, धन नहीं है.”
Dusare Ke Dhan Par Bhedbhaav Rakhna Swaarth Hai,
Nyaay Viprit Paaya Dhan Dhan Nahi Hai.
29 “ज्ञान से राजा अपनी आत्मा का परिष्कार करता है, सम्पादन करता है.”
Gyaan Se Raaja Apani Aatma Ka Pariskaar Karta Hai,
Sampaadan Karta Hai.
Chanakya Quotes Hindi On Life
30 “उनके साथ जरूर रहो जिनका वक्त खराब है, लेकिन उनका साथ छोड़ दो जिनकी नियत ही खराब है.” |
Unake Sath Jarur Raho Jinka Wkt Kharaab Hai,
Lekin Unka Sath Chod Do Jinaki Niyah Hi Kharaab Hai.
31 “जो दूसरों की भलाई के लिए समर्पित है, वही सच्चा पुरुष है.”
Jo Dusaro Ki Bhalaayio Ke Liye Samrpit Hai,
Vahi Sachha Purush Hai.
32 “शासक को स्वयं योग्य बनकर, योग्य प्रशासकों की सहायता से शासन करना चाहिए.”
Shaashak Ko Svayam Bankar,
Yogya Prashaasako Ki Sahayta Se Shaashan Karna Chahaiye.
33 “बलवान से युद्ध करना हाथियों से पैदल सेना को लड़ाने के समान है.”
Balvaan Se Yuddha Karna,
Haathoyo Se Paidal Sena Ko Ladaane Ke Samaan Hai.
34 “आत्म रक्षा से ही सबकी रक्षा होती है. आत्म सम्मान के हनन से विकास का विनाश हो जाता है.” |
Aatm Raksha Se Hi Sabaki Raksha Hai,
Aatm Samman Ke Hanan Se Vikaas Ka Vinaash Ho Jaata Hai.
35 “कार्य का स्वरुप निर्धारित हो जाने के बाद वह कार्य लक्ष्य बन जाता है.”
Karya Ka Svarup Nirdhaarit Ho Jaane Ke Baad,”
Vah Karya Lakshya Ban Kaata Hai.
36 “दूध पीने के लिए गाय का बछड़ा, अपनी माँ के थनों पर प्रहार करता है.”
Doodh Pine Ke Liye Gaay Ba Bachda,
Apani Maa Ke Thano Par Prahaar Karta Hai.
Chanakya Quotes In Hindi
- 37 “भगवान मूर्तियों में नहीं है. आपकी अनुभूति आपका इश्वर है. आत्मा आपका मंदिर है.”
Bhagvaan Murtio Me Nahi Hai,
Aapaki Anubhuti Aapaka Ishvar Hai, Aatma Aapaka Mandir Hai.
38 “जैसे ही भय आपके करीब आये, उस पर आक्रमण कर उसे नष्ट कर दीजिये.”
Jaise Hi Bhay Aapake Karib Aaye,
Us Par Aakraman Kar Use Nast Kar Dijiye.
इन्हें भी पढ़े :- Best One Sided Love Quotes Images |
39 “सांप के फन, मक्खी के मुख और बिच्छु के डंक में ज़हर होता है; पर दुष्ट व्यक्ति तो इससे भरा होता है.” |
Saap Ke Fan, Makkhi Ka Mukh Aur Bichhu Ke Dank Me Jahar Hota Hai,
Par Dust Vyakti To Isase Bhi Bhara Hota Hai.
40 “मुर्ख लोगो से वाद-विवाद नहीं करना चाहिए क्योंकि ऐसा करने से हम अपना ही समय नष्ट करते है.” |
Murkh Logo Se Vaad-Vivaad Nahi Karna Chahaiye,
Kyoki Aisa Karane Se Ham Apana Hi Samay Nast Karte Hai.
Chanakya Quotes In Hindi For Success
41 “जो जिस कार्ये में कुशल हो, उसे उसी कार्ये में लगना चाहिए.”
Jo Jis Karya Me Kushal Ho,
Use Usi Karya Me Lagna Chahiye.
42 “आपको दूसरों की गलतियों से सीखना चाहिए, क्योंकि अपने ही ऊपर प्रयोग करके सीखने को तुम्हारी आयु कम पड़ेगी.” |
Aapako Dusaro Ki Galtiyo Se Sikhna Chahiye,
Kyoki Apane Hi Upar Prayog Karke Sikhane Me Tumhari Aayu Kam Padegi.
43 “फूलों की खुशबू हवा की दिशा में ही फैलती है, लेकिन एक व्यक्ति की अच्छाई चारों तरफ फैलती है.” |
Foolo Ki Khushbu Hava Ki Disha Me Hi Failati Hai,
Lekin EK Vyakti Ki Achhayi Charo Taraf Failati Hai.
44 “समय का ध्यान नहीं रखने वाला व्यक्ति अपने जीवन में निर्विघ्न नहीं रहता.”
Samay Ka Dhyaan Nahi Rakhane Vaala Vyakti,
Apane Jivan Me Nirvighn Nahi Rahta.
- 45 “स्वाभिमानी व्यक्ति प्रतिकूल विचारों को, सम्मुख रखकर दोबारा उन पर विचार करे.”
Svaabhimani Vyakti Pratikul Vicharo Ko,
Sammukh Rakhkar Dobaara Dobaara Un Par Vichar Kare.
46 “प्रेम में पड़कर व्यक्ति हमेशा गलत निर्णय लेकर, बाद में बर्बाद होने के पश्चात, पछताता है.”
Prem Me Padkar Vyakti Galat Nirnay Lekar,
Baad Me Barbaad Hone Ke Pashchaat Pachtaata Hai.
47 “बुद्धि से पैसा कमाया जा सकता है, ना कि पैसे से बुद्धि हासिल की जा सकती है.”
Buddhi Se Paisa Kamaaya Ja Sakta Hai,
Na Ki Paise Se Buddhi Haasil Ki Ja Sakti Hai.
48 “गुरु, देवता और ब्राह्मण में भक्ति ही भूषण है, विनय सबका आभूषण है.”
Guru Devta Aur Braamhan Me Bhakti Hu Bhushad Hai,
Vinay Sabka Aabhushad Hai.
49 “ईश्वर चित्र में नहीं चरित्र में बसता है, अपनी आत्मा को मंदिर बनाओ.”
Ishvar Chitra Me Nahi Charitra Me Basta Hai,
Apani Aatma Ko Mandir Banaao.
Chanakya Quotes In Hindi For Students
50 “नमक की तरह कड़वा ज्ञान देने वाला ही सच्चा मित्र होता है, इतिहास गवाह है कि आज तक कभी नमक में कीड़े नही पड़े.” |
Namak Ki Tarah Kadva Gyaan Dene Vaala Hi Sachha Mitra Hota Hai,
Itihaas Gavaah Hai Ki Aaj Tak Namak Me Kide Nahi Pade.
51 “अज्ञानी के लिए किताबें, और अंधे के लिए दर्पण एक समान उपयोगी है.”
Agyaani Ke Liye Kitaabe,
Aur Andhe Ke Liye Darpan Ek Samaan Upyogi Hai.
52 “सोने के साथ मिलकर चांदी भी सोने जैसी दिखाई पड़ती है, अर्थात सत्संग का प्रभाव मनुष्य पर अवश्य पड़ता है.” |
Sone Ke Sath Milkar Chaandi Bhi Sone Jaisi Dikhaayi Padati Hai,
Arthaat Satsang Ka Prabhaav Manushya Par Avashya Padta Hai.
53 “अज्ञानी लोगों द्वारा प्रचारित बातों पर चलने से, जीवन व्यर्थ हो जाता है.”
Agyaani Logo Se Prachaarit Baato Par Chalne Se,
Jivan Vyarth Ho Jaata Hai.
54 “बुद्धि सदा अज्ञानता को नष्ट करती है, बुद्धिमान व्यक्ति कभी भूखा नहीं मरता.”
Buddhi Sada Agyaanta Ko Nast Karti Hai,
Buddhimaan Vyakti Kabhi Bhukha Nahi Marta.
Chanakya Quotes In Hindi
55 “आदमी अपने जन्म से नहीं अपने कर्मों से महान होता है.”
Aadami Apane Janm Se Nahi,
Apane Karma Se Mahaan Banta Hai.
56 “शिक्षा सबसे अच्छी मित्र है, एक शिक्षित व्यक्ति हर जगह सम्मान पाता है.”
Shiksha Sabase Achhi Mitra Hai,
Ek Shikshit Vyakti Har Jagah Samman Paata Hai.
इन्हें भी पढ़े :- Best Quotes By Guru Gobind Singh Ji |
57 “कोई भी शिक्षक कभी साधारण नहीं होता, प्रलय और निर्माण उनकी गोद में पलते हैं.”
Koi Bhi Shikshak Kabhi Saadharan Nahi Hota,
Pralay Aur Nirmaan Unaki God Me Palate Hai.
58 “ज्ञानी और छल-कपट से रहित, शुद्ध मन वाले व्यक्ति को ही मंत्री बनाए.”
Gyaani Aur Chal-Kapat Se Rahit,
Shuddha Man Vaale Vyakti Ko Hi Mantri Banaaye.
59 “एक ही गुरुकुल में पढ़ने वाले छात्र-छात्राओं का निकट संपर्क, ब्रह्मचर्य को नष्ट कर सकता है.”
Ek Hi Gurukul Me Padhane Vaale Chatra-chatraao Ka Nikat Sampark,
Bramhacharya Ko Nast Kar Sakta Hai.
60 “दुनिया की सबसे बड़ी शक्ति नौजवानी और औरत की सुन्दरता है.”
Duniya Ki Sbase Badi Shakti,
Naujavaan Aur Aurat Ki Sundarta Hai.
61 “मनुष्य हर शरीर के साथ ही, अपने जन्म के कर्मों का फल पाता है.”
Manushya Har Sharir Ke Sath Hi,
Apane Janm Ke Karmo Ka Fal Paata Hai.
- 62 “लोभी और कंजूस स्वामी से कुछ पाना, जुगनू से आग प्राप्त करने के समान है.”
Lobhi Aur Kanjus Swaami Se Kuch Paana,
Juganu Se Aag Praapt Karane Ke Samaan Hai.
63 “ईर्ष्या करने वाले दो समान व्यक्तियों में, विरोध पैदा कर देना चाहिए.”
Irshya Karane Vaale Do Samaan Vyaktiyo Me,
Virodh Paida Kar Dena Chahaiye.
64 “कभी भी हमेशा व्यक्ति अपने कार्यों से महान बनता है, अपने जन्म से नहीं.”
Kabhi Bhi Hamesha Vyakti Apane Karyo Se Mahaan Banta Hai,
Apane Janm Se Nahi.
65 “पुस्तकें एक मुर्ख आदमी के लिए वैसे ही हैं, जैसे एक अंधे के लिए आइना.”
Putake Ek Murkh Aadami Ke Liye Vaise Hi Hai,
Jaise Ek Andhe Ke Liye Aaina.
Motivational Quotes By Chanakya
- 66 “मूर्खों से तारीफ सुनने से, बुद्धिमान कि डांट सुनना ज्यादा बेहतर है.”
Murkho Ki Taarif Sunane Se,
Buddhimaan Ki Daat Sunanan Jyaada Behtar Hai.
67 “जीवन में सात बार गिर भी जाओ तो भी आठवीं बार फिर खड़े हो जाओ सफलता की यही प्रक्रिया है.” |
Jivan Me Saat Baar Gir Bhi Jaao To Bhi Aathavi Baar Fir Khade Ho Jaao,
Safalta Ki Yahi Prakriya Hai.
68 “जो तुम्हारी बात को सुनते हुए इधर-उधर देखे, उस आदमी पर कभी भी विश्वास न करे.”
Jo Tumhari Baat Ko Sunate Hue Idhar-Udhar Dekhe,
Us Aadami Par Kabhi Bhi Vishvaas Na Kare.
69 “व्यक्ति अपने गुणों से ऊपर उठता हैं, उचे स्थान पर बैठने से नहीं.”
Uche Sthaan Par Baithane Se Nahi.
70 “संतोष और धैर्य से जो सुख प्राप्त हो सकता है वह किसी और चीज से नहीं मिल सकता.”
Vah Kisi Aur Chij Se Nahi Mil Sakta.
71 “बुरे व्यक्ति पर क्रोध करने से पूर्व, अपने आप पर ही क्रोध करना चाहिए.”
Bure Vyakti Par Krodh Karane Se Purv,
Apane Aap Par Hi Krodh Karna Chahiye.
इन्हें भी पढ़े :- Best God Blessing Quotes In English |
72 “जो शक्ति न होते हुए भी मन से हार नहीं मानता, उसको दुनियां की कोई ताकत परास्त नहीं कर सकतीं हैं.” |
Jo Shakti Na Hote Hue Bhi Man Se Haar Nahi Maanta,
Usako Duniya Ki Koi Taakat Paraast Nahi Kar Sakti Hai.
Final Word :-
आशा करता हु कि आपको हमारा Chanakya Quotes In Hindi का पोस्ट जरुर पसंद आया होगा, इसी तरह के और स्टेटस को पढ़ने के लिए आप हमारे और भी पोस्ट को जरुर पढ़े.